Lucky Ali - Dekha Hai Aise Bhi


Ghar ko main nikla, tanha akela 
Saath mere kaun hain yaar hai mera 


jo bhi karna tha, kar aa gaya main 
pyaar ko hi maanke chalte jaana 
dekha hai aise hi, kisi ko aise hi 


apne hi dil mein basaye hue kuch irade hain 
dil ke kisi kone bhi kuchh aise hi waade hain 
inko liye jab hum chale nazare bhi humse mile. 
o.. dekha hai aise hi, kisi ko aise hi 
hanste hansaate sab ko manaate hum jaayenge 
barson ki doori ko hum sab saath mitayenge 
pyaar rahe unke liye jo dhoonde woh unko mile 
o... 

* Thoda sa garaz hai, thodi si samajh hai 
chahton ki daayre main itna faraz hai 
koi kehta hai, ki ghar aa gaya hai 
arzoo bhi arz hai padhte jaana 
dekha hai aise bhi, kisi ko aise hi 
dil ke jharokhon mein ab bhi mohabbat ke saaye hain 
reh jaye jo baad mein bhi hameare wafaayen hain 
inke liye kab tak chale, hazaron mein hum bhi mile, 
o.. dekha hai aise hi, kisi ko aise bhi (fading)

No comments:

Post a Comment

Please Leave Your Comments Here